Saturday, November 24, 2018

Mera sitamgar mera maseeha thehra Part 8

Mera sitamgar mera maseeha thehra novel online reading by Sania Mughal Part 8




































CLICK ON READ MORE TO CONTINUE READING

10 comments:

  1. sach m sania mugal rola dyti h sach m

    ReplyDelete
  2. Is novel ke page no 34 pr ye jo line likhi h k..."mujhe jaan ne wala upar baitha hai" ye kufriya kalima hai kyunki ALLAH aasmano ya is ke alava kisi bhi jagah me hone se pak hai..wo bas maujood hai...maine ALLAH ki zaat-o-sifaat se mut'alik aqaaid seekhe hue hai isliye readers ki Islah karna zaroori samjha...aage bhi novel me ek aur maqam par aisi hi line repeat hui h..jisne bhi is kalime par yakeen rakha apne IMAAN ki fikr karte hue ek bar tauba kar k tajdeede Imaan kar le yani Pehla kalima padh le.

    ReplyDelete
    Replies
    1. g urooj ap ny meri galti btai.islah ki,bot shukria.ap ka knowledge zada waseeh ha.by Shak Allah jismaniat sy pak ha.us ka koi wajood ni,wo moujoud ha.main apny jumly kly ap sb sy mazzrt khaw hou..some time accurate chz pata bhi hoti ha,mind main bot kuch click bi kr raha hota ha lkn likhty samy galti ho jati ha.r yahn bhi mujy ‏sy galti ho gai.jesa ap ny bola k tajdeed e iman yani pela kalima par lia jy to main ny aisa kr lia hy.ap sb bhi kr lyn.ainda aisi koi mistake ni ho gi In Shaa Allah.once again sory to all nd thnks to u urooj.khush rahin ameen:)
      #Sania Mughal

      Delete
    2. This comment has been removed by the author.

      Delete
  3. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  4. Aap bhi khush rahe Saniya duniya me bhi aur aakhirat me bhi...Aameen

    ReplyDelete
  5. Jo Jan k Allah ko Shan ma gustakhi nai zubillh kry to wo kufriya kalmat hoty hain ksi ki islah krna achi bat hay mgr ya kehna k kufir ka mutakib huwa tajded e mean kry ya bat galat hay.Aamal ka daro midar neyat pa hay urooj behan qayamt k din jab Allah pal amal ko judge krega to neyat k sath count krega.islah zaror karen mgr ya kufar Tak na phunchaya kren bat ko. Allah hum sab pa Reham kary

    ReplyDelete